Divorce Ka Punchanama[hindi]ALBUM

Album

Divorce Ka Punchanama[hindi]

Elozonam
30 tracks4 hr 27 min duration
Audiobooks
Play albumLoads all available tracks into the queue

Tracks

30 available

About this album

"Baccha nahi, najayaz aulad hai, jiska is duniya mein koi kaam nahi." Apne bhatije Ishaan Malhotra ki hone wali biwi, Alisha ke munh se Jaanhvi ne jab yah suna to use apne kaano par yakeen nahi hua. Pregnant hone ke bawjood Jaahnvi ek lamba safar tay karke apne bhatije ki sagai mein aayi thi, jahan use ek galatfehmi ka shikaar hona pad gaya aur usi galatfehmi ki wajah se ek hi din mein kai chehre benaqab hue aur kai bante rishte kuch hi palon mein ujad gaye. Jaanhvi, jisne Ishaan ko apne bete ki tarah pyaar kiya, uski hone wali patni, Alisha ne use hi Ishaan ki mistress batakar use apne parivaar walon ke saath milkar sabke saamne physically assault kiya. Lekin kya hoga jab Ishaan ko pata chalega ki uski gairmaujudgi mein Alisha ne uski chachi ke sath aisa sulooq kiya? kya Ishaan phir bhi Alisha ko apnayega ya lega badla Alisha aur uske poore parivar se?

Similar releases