ALBUMAlbum
Masti- Badmash Company 2[hindi]
Ivan Cortês
40 tracks4 hr 21 min duration
Play albumLoads all available tracks into the queue
Tracks
40 available
#TitlePlaysDuration
About this album
Disney Bank lootne ke liye Dadua ki khas aurat Salina ne Masti, uski gang aur baki sab ke sath milkar taiyar kiya hai ek master plan, magar loot se pehle hi shuru ho gayi hai team mein hi jaalsaaji. Sabke liye mushkil hai bank se looti 500 crore ki rakam tak pahunchna. Dadua ke khauf mein Salina kar rahi hai gaddari magar gaddar to aur bhi hain, par kaun? Kaun hai ye Dadua aur kahan hai iska adda? Aakhir kahan gayi loot ki rakam aur kaise ho gaya sab golmal? Kya is case ko suljhane mein lagi police pahunch payegi Badmash Company tak? Aur kaun hoga is Badmash Company ka aakhiri zinda sardar?




![The Detective Princess[english] cover art](https://pbcdn.aoneroom.com/image/2026/02/03/a53522e3b29fe3a7231156c504cc8a27.png)






