Mission Sagarmatha[hindi]ALBUM

Album

Mission Sagarmatha[hindi]

_gehm
22 tracks3 hr 51 min duration
Suspense & Horror
Play albumLoads all available tracks into the queue

Tracks

22 available

About this album

Karseva me police ki ho rahi beijjati se pareshan Vanshi ko Sanket ki lash milati hai jo karseva mein maare gaye logon se alag thi. Vanshi is ki tehkikat me lag jata hai aur milne wale surag Netaji Subhash Chandra Bose se jud jaate hain. Kaun hai Sanket ki maut ke peeche? Sanket kyon Netaji ke baare me janna chahata tha? Kya Gumnami baba hi Netaji the? Kyon KGB aur CIA bhi Netaji se judi diary hasil karna chahati hai? Aisi hi kayi saare sawalon ke jawab liye hazir hai KUKU FM ki sansanikhej peshkash, “Mission Sagarmatha”. Suniye “Mission Sagarmatha” aur janiye bharat ke itihas me chipi kayi unsuljhi kahaniyan jo aaj bhi hamare beech jinda hai!

Similar releases