ALBUMAlbum
The Last Call[hindi]
Gerson MVP
10 tracks1 hr 27 min duration
Play albumLoads all available tracks into the queue
Tracks
10 available
#TitlePlaysDuration
About this album
Ek raat. Ek ajeeb call. Aur ek chote bachche ki awaaz- "Don’t trust them, Mumma." Bas yahi wo pal tha jab Aarohi ki duniya palat gayi. Kya yeh sach mein uske mare hue bete ki awaaz thi? Ya kisi ne uske dard ko banaya tha ek jaanleva hathiyar? Jaise-jaise Aarohi apne bacche Aarav ki maut ke rashasya ke kareeb pahuchti jaa rahi thi waise waise wo fasti jaa rahi thi ek bade mind trap mein. Ek aisi paheli jahan kuch sach nahi hai, kuch hai to wo hai dhokha, jahan har rishta hai shak ke ghere mein aur kaatil hai koi apna.











