TRACKSound
Ali Kaabay Mein | Sanam Marvi | Audio Song | Pakistani Song 2019
About this track
Lyrics: Ager kaabay mein aana faqat aik haadsa hota ye nishaani jo ab tuk hai kub ka mita chuka hota main aksar sochta houn kaabay ko dekh ker mohsin jis kay aanay pe sajday hain wo yahan rehta tou kya hota Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye (3x) Wajhe Khuda bun kay ALi (2x) Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Ali kaabay mein Ishq-e-Ali ka kaisa andaaz hai Nirala (2x) Apne hi gher mein hi dekhoun Rab ne shigaaf dala Wajhe Khuda bun kay Ali Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Kaaba khushi se jhoomay Maula k rukh ko choomay (2x) Dono jahan hain raqs mein Kay sultaan aa gaye Wajhe Khuda bun kay Ali (2x) Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Wajhe Khuda bun kay Ali (2x) Kulay Imaan aa gaye #AliKaabayMein #SanamMarvi #HazratAli ------------------------------------------------------- Connect with Sanam Marvi: Facebook: https://www.facebook.com/sanammarvimusic Instagram: https://www.instagram.com/sanammarvimusic/ TikTok: https://www.tiktok.com/@sanammarvi_512
From the album
Sanam Marvi20 tracks · Track 2Shamil - Sanam Marvi | Official Music Video Stream The HQ Audio Here: https://silentroar.ffm.to/sha...
→


![The US-India Nuclear Deal[english] cover art](https://pbcdn.aoneroom.com/image/2026/02/03/54a42f152549b5f9bb55440657af72a3.png)







