Ali Kaabay Mein | Sanam Marvi | Soul-Stirring Latest Kalam 2020!TRACK

Sound

Ali Kaabay Mein | Sanam Marvi | Soul-Stirring Latest Kalam 2020!

Fanell Nguema
5:20 duration0 plays523 favoritesMedium quality
FolkCover
Play now

About this track

Moula ❤️❤️ Lyrics: Ager kaabay mein aana faqat aik haadsa hota ye nishaani jo ab tuk hai kub ka mita chuka hota main aksar sochta houn kaabay ko dekh ker mohsin jis kay aanay pe sajday hain wo yahan rehta tou kya hota Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye (3x) Wajhe Khuda bun kay ALi (2x) Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Ali kaabay mein Ishq-e-Ali ka kaisa andaaz hai Nirala (2x) Apne hi gher mein hi dekhoun Rab ne shigaaf dala Wajhe Khuda bun kay Ali Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Kaaba khushi se jhoomay Maula k rukh ko choomay (2x) Dono jahan hain raqs mein Kay sultaan aa gaye Wajhe Khuda bun kay Ali (2x) Kulay Imaan aa gaye Ali kaabay mein bun kay mehmaan aa gaye Wajhe Khuda bun kay Ali (2x) Kulay Imaan aa gaye #AliKaabayMein #SanamMarvi #HazratAli ------------------------------------------------------- Connect with Sanam Marvi: Facebook: https://www.facebook.com/sanammarvimusic Instagram: https://www.instagram.com/sanammarvimusic/ TikTok: https://www.tiktok.com/@sanammarvi_512

From the album

Sanam Marvi album coverSanam Marvi20 tracks · Track 1

Shamil - Sanam Marvi | Official Music Video Stream The HQ Audio Here: https://silentroar.ffm.to/sha...

→

You may also like