TRACKSound
Bayaan - Bekhabar (Audio)
About this track
The official album stream. Now available on all major streaming services worldwide: https://sng.to/bayaan Connect Facebook: https://www.facebook.com/bayaanofficial Instagram: https://instagram.com/bayaanofficial Merey musafir chalo Zara beetay pal se aagay jhaank lein Jo naa mil saka Usay zindagi ka hasilu2005kyau2005kahein Sun raha hunu2005goonj dharkan ki Kesay dil ko pathharu2005maan lu? Keh rahi hai, "saanson ki qasam Bekhabar, zinda ho tum" Zinda ho tum Zinda hu mein Zinda hu mein Dairon mein ghoomtay ho Kis ghari ko dhoondtay ho Aik pal ko thehr jana Jo kabhi fursat milay tou Kin se shikwa hai ghamon ka? Kin se hain khushyaan juri? Jesay bhi guzray thay din vo Zindagi mein ab nahein Aaj phir sanson ki dhun hai Aaj phir zinda ho tum... Zinda ho tum Zinda hun mein Zinda hun mein Lyrics by Asfar Hussain Mixed & Engineered by Mekaal Hasan & Syed Misbah Uddin at Digital Fidelity Studios Mastered by Tamas Barabas, Produced by Mekaal Hasan Drums: Mansoor Lashari Guitars: Shahrukh Aslam, Muqueet Shahzad and Mekaal Hasan Bass: Haider Abbas Vocals: Asfar Hussain #Bayaan #Suno #Pepsi
From the album
Bayaan27 tracks · Track 6Maand Milay to tum kabhi nahin Meri hasrat kyun bharkai bewajha K tum bina jiye agar Hua kaise naa ...
→










