TRACKSound
Kalam-e-Iqbal by Ibrar Ul Haq - Kabhi aye Haqeeqat-e-Muntazar Nazar aa libas-e-Mijaz main
About this track
Poet: Dr. Muhammad Iqbal Book: Baang e Dara Singer: Ibrar ul Haq Album: Apna Muqam paida kar Kabhi aye haqeeqat e muntazir nazar aa libas e mijaz me ke hazar sijday taRap rahay hain meri jabeen e niyaz me کبھی اے حقیقت منتظر نظر آ لباس مجاز میں کہ ہزاروں سجدے تڑپ رہے ہیںu200cمیری جبین نیاز میں طرب آشنائے خروش ہو، تو نوا ہے محرم گوش ہو وہ سرور کیا کہ چھپا ہوا ہو سکوت پردہ ساز میں تو بچا بچا کہ نہ رکھ سے، ترا آئنہ ہے وہ آئنہ کہ شکستہ ہو تو عزیز تر ہے نگاہ آئنہ ساز میں نہ کہیں جہاں میں اماں ملی، جو اماں ملی تو کہاں ملی مرے جرم خانہ خراب کو ترے عفو بندہ نواز میں نہ وہ عشق میں رہیں گرمیاں، نہ وہ حسن میں رہیں شوخیاں نہ وہ غزنوی میں تڑپ رہی، نہ وہ خم ہے زلف ایاز میں ---------------------- Roman Script Kabhi Aye Haqeeqat-e-muntazar, Nazar Aa Libaas-e-majaaz Mein Ke Hazaaron Sajade Tadap Rahe Hain Meri Jabeen-e-niyaaz Mein Na Bacha-bacha Ke Tu Rakh Ise, Tera Aaeena Hai Vo Aaena Ke Shikasta Ho To Azeeztar Hai Nigaah-e-aaiinaasaaz Mein Na Vo Ishq Mein Raheen Garmiyaan, Na Vo Husn Mein Raheen Shokiyaan Na Vo Gazanavi Mein Tadap Rahi Na Vo Kham Hai Zulf-e-aayaaz Mein Main Jo Sar-ba-sajada Huaa Kabhi, To Zameen Se Aane Lagi Sada Tera Dil To Hai
From the album
tauseefqau25 tracks · Track 10Originally sung by Mehdi Hassan.. Title: Apni Jaan Nazar Genre: Patriotic - Pakistani National Son...
→










