TRACKSound
KASHMIR - Jaan Lo (Official Audio)
About this track
The official audio for KASHMIR - Jaan lo Art work: Farrukh Afaq Animation: Zarmeer Anwer Vocals: Bilal Ali Guitars: Vais Khan and Zair Zaki Bass Guitar: Usman Siddiqui Drums: Shane J. Anthony Keys: Ali Raza Lyrics: Bilal Ali & Zahid Qureshi Audio production: Grey Audio Productions, Sinnan Fazwani, Zahid Qureshi Master: Tom Waltz Lyrics: Sochta hun jur jaun Us badal se jo lejaye yahan se Meelon duur Hawa k rukh pe ho safar Ho aasman mein apna ghar Dhoondun bus khud mein hi panah Na koi ho fiker Na zimedari ek nazar Dil bhi duhraye mujhse ye lafz baar baar Jaan lo dunya hai ye tumhari Jaan lo tum hi manzil tum hi rahi Jaan lo tum hi khud k ho humrahi Jaan lo Jaan lo Sochta hun chup jaun Un lehron main jo thaam lein iss shor ka fitoor Raaston ki na ho fikar Samandar ki teh main kerun basar Kerdun sab wehmon ko fana Na ho kise ka darr Rasmon rivajon ki na fikar Dil bhi duhraye mujhse ye lafz baar baar Jaan lo dunya hai ye tumhari Jaan lo tum hi manzil tum hi rahi Jaan lo tum hi khud k ho humrahi Jaan lo Jaan lo Roshni bhi main hi hun Zariya bhi main banun Sapne jo dekhun unki tabeer sach bhi main kerun Perwah kerni na pare Perwaaz hi kerte rahein Azad dil ho aur woh yehi gun gunata rahe Jaan lo dunya hai ye tumhari Jaan lo tum hi manzil tum hi rahi Jaan lo tum hi khud k ho humrahi Jaan lo Jaan lo Follow KASHMIR - Instagram: https://instagram.com/kashmirtheband?... - Facebook: https://www.facebook.com/kasmirmusic - Twitter: https://twitter.com/Kashmirtheband?s=09 - SoundCloud: https://soundcloud.app.goo.gl/7Trd9 - Spotify: https://open.spotify.com/artist/3BaXo... Don't forget to share some music love and subscribe: http://bit.ly/KahsmirMusicOfficial
From the album
KASHMIR26 tracks · Track 16Vocals : Bilal Ali Bass: Usman Siddiqui Guitars: Vais Khan & Zair Zaki Produced by: KASHMIR Mixed an...
→










