TRACKAbout this track
Meri aankho me tairte hain Vo sare Khwab aaj bhi Jo dekhe the haseen vakt ki panah me hamne Socha tha ki nadi ki do dhar hain ham door tk bahenge Mil kr sagar me bhi sang hi rahenge Magar sakhat vakt aur kudrat k ek prahar ne pahle dard diya fir juda kiya fir jivan ka naksh hi badal diya Pal do pal sath chal hamara hr khwab kuchal diya.. ...aur fir.....ek yahan rah gaya-ek vahan chal diya...
From the album
DHADKANE MERI SUN25 tracks · Track 23Self composed various aspects of love, various feelings, sensations and colors of love with enchanti...
→




















