Mehdi Maloof - Do Hi Rastay Hain (Official Audio)TRACK

Sound

Mehdi Maloof - Do Hi Rastay Hain (Official Audio)

Dailytimr
3:44 duration0 plays0 favoritesMedium quality
PopCover
Play now

About this track

Do Hi Rastay Hain by Mehdi Maloof Now available on all major streaming services worldwide: https://sng.to/mehdimaloof Connect: Facebook: https://www.facebook.com/mehdimaloofmusic Instagram: https://instagram.com/mehdimaloof Written and Performed by Mehdi Maloof Produced by the Attic Music Production Company by Zain, Iba & Danny Lyrics: Kuch youn meri kahani Ap tak jo hai pehchani Bus dou hi rastay hain Aur bus dou hi rastay hain Chahe jitnay dikhtay hain Asal mein dou hi rastay hain Jo hum ko jantay nahi Pehchantay nahi woh hum pay hastay hain Akay hum say lartay hain Naray hum pay kastay hain Hum tu sab say dartay hain Aur yeh kesay banday hain Yeh kehtay hain samjahy hain Par yeh bilkul andhay hain Aur yeh kesay aainge Sath kya hi laayenge Yeh toh saray langde hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh dil kay rastay hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh tanha kat te hain Gillani ki ho cycle Yaron apna micheal Phir chahe ladle jo Dil ki yeh savaari Meray peechay fauji gaadi Ab chaho patlo jo Tum bhangi ho ya sangi Burkay mein ho ya nangi Meray dil mein ho tu ho Tum gori ho ya kaali Hindu ya bengali Meray dil mein ho tu ho Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh dil kay rastay hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh tanha kat te hain Virankn ki aankh mein Khamoshi kay saans mein Hum dou hi dikhtay hain Dil kay iss bazar mein Apnay lafzon kay jaal mein Hum saste phanstay hain Mein mehdi hon ya qaidi Asim hon keh qasim Gayab ho ya zahir Andar hon ya bahir Andha hon ya langda Mein hon bhe ya nahi Par yeh aisay rastay hain Jab bun inpay chaltay hain Darya dono miltay hain Aur phir phool khiltay hain Saathi saray miltay hain Par yeh tanha kat te hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh dil kay rastay hain Bus gol gol ghoom Sari raat jhoom Yeh tanha kat te hain #DoHiRastayHain #MehdiMaloof #PSL #PakistaniMusic #IndieMusic #OriginalMusic #Rearts #TheReturnofKobra #Kobra #CokeStudio2020 © Copyright of Mehdi Maloof ℗ 2020 Rearts Records

From the album

Mehdi Maloof album coverMehdi Maloof9 tracks · Track 2

Recorded on May 3rd, 2025 at Frere Hall Library in Karachi. Directed and edited by Maham Peerzada ...

→

You may also like

WAYS cover art
WAYSRyan Welch LuttrellMusic
Gingko cover art
Gingkoأبوبكر محمد التار