Paradox - WAQT | Official Lyrical VideoTRACK

Sound

Paradox - WAQT | Official Lyrical Video

Toni Tones
4:29 duration0 plays0 favoritesMedium quality
Classical
Play now

About this track

Some endings don’t need closure, only acceptance. ✨ Waqt is a quiet return to stillness, where every journey finds its way home. 🤍 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Singer: Paradox Lyrics & composition: Paradox Music: AN1K8T Mix: Hanish Taneja Lyrics: (Yeah, yeah, yeah Yeah, yeah , yeah Hmm mhm hmm Ae waqt theher jaa zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya raaton me raha) Ae waqt theher jaa zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya raaton me raha Ae waqt theher jaa zara Abhi unko main padh na saka Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya aankho ne kaha Aankho ne kaha tha aankho se Ki baatein karte rahenge Zubaan tumhaari aankho ne di thi To tauheen na karo Nikal jaate hain aaj bhi, unhi raahon pe raaton me Pata hai nahi miloge tum Kya karein? Hain shaukeen aakrosh! Kaash roz tumhe bata diya hota Ki nashe ne nahi Tumhaare intezaar ne mera ye haal kiya hai Kaash roz tumse tumhaara haal puchhne ke saath saath Bata diya hota ki mera bhi haal kya hai Kaash, tum samajh paate ki sawaal the Par fikr thi unke Peechhe Kaash, tum jawaab me bas itna keh dete Ki sawaal pasand nahi the tumhe! Ae waqt theher jaa zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya raaton me raha Ae waqt theher jaa zara Abhi unko main padh na saka Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya aankho ne kaha Keh to diya tha magar nibhaana kaise hai Pata nahi tha shayad Seh to liya tha magar Sawaarna kaise hai Pata nahi tha shayad Shayad, soch liya tha ki hum, Tum aur main se zyada kareeb the mere Lekin tum aur main kaafi alag the Pata nahi tha shayad Maana rihaayi maine khud hi se dedi thi tumhe Lekin tum to jaadugar the na Tum to mutthi me ret thaamna bhi jaante the Haan main naadaan tha Lekin meri naadaani tum sambhaal nahi paaye Kyun? Tum to sab sambhaalna jaante the! Ae waqt theher jaa zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein Thodi

From the album

Lata Mangeshkar album coverLata Mangeshkar126 tracks · Track 81

The proud history of Saregama (an RPSG group company) stretches back over a century to 1901. Formerl...

→

You may also like