TRACKSound
PHIRON DHOONDTA MAIKADA TAUBA TAUBA (Slowed+Reverb) - Aghar Tum Kaho To Mein Khud Ko Bhula Don
About this track
Nusrat Fateh Ali Khan sahab ki dil ko choo lene wali qawwali βPhiron Dhoondta Maikada Tauba Taubaβ ka yeh full video aap sab ke liye upload kiya gaya hai. Ye sufi kalam mohabbat, dard aur roohaniyat ka aik khoobsurat izhar hai. NFAK ko duniya bhar mein unki powerful awaaz, soulful qawwali aur spiritual poetry ke liye hamesha yaad rakha jata hai. Agar aapko Sufi Music, Qawwali aur Old Is Gold songs pasand hain to yeh video end tak zaroor dekhein β€οΈ πππ‘π π π π’π‘... INSTAGRAM : @justsay_atttiiiq https://www.instagram.com/justsay_atttiiiq/ FACEBOOK : @atiqwr1tes https://www.facebook.com/atiqwr1tes/ ππΏπ²π±πΆππ - π Artist: Ustad Nusrat Fateh Ali Khan πΆ Type: Sufi Qawwali / Classic π§ Best with Headphones π¦πΌπ»π΄ πππΏπΆπ°π- Kar rahi hai dar haqiqat Kaam saaki ki nazar Maikade mein gardish e saagir Baraye naam hain Phiroon dhoondhta maikda tauba tauba Mujhe aajkal itni phursat nahi hai Salamat rahe teri ankhon ki masti Mujhe maikashi ki zaroorat nahi hai Pila nahi Jo gurezan hai Chand paimane Nigah e yaar salamat to hazar maikhane Kharakte jaam ka mohtaj main nahi saaki Teri nigah salamat mujhe kami kya hai Aankhen saaki ki salamat mere dushman tarsen Dohre maikhane hai meri niyat bharne ke liye Suroor cheez ki miqdar par nahi maukuf Sharab kam hai to saaki nazar mila ke pila Jaam par jaam peene se kya faayda Raat guzri to saari utar jayegi Teri nazaron se pi hai khuda ki kasam Umr saari nashe mein guzar jayegi Dil uska namazi ban jaye Ankh uski gulabi ho jaye Tu jise muhabbat se Dekh le Saaki wo sharabi ho jaye Ye tark e taβalluk ka kya tazkira hai Tumhare siva koi apna nahi ha Agar tum kaho to main Khud ko bhula doon Tumhein bhool jaane ki taakat nahi hai Roz kehta hoon bhool jaoon tumhein Roz ye baat bhool jaata hoon Ik baar aql ne tumhein chaaha tha bhulana Sau baar junoon ne teri tasvir dekha di Tujhko bhoolun koshish karke dekhunga Warna dariya ulta behna mushqil hai Har ik mod par ik nayi maat khayi Rahi dil ki dil mein zuban tak na aayi Kiye hain kuch aise karam doston ne Ki ab dushmanon ki zaroo
From the album
Atiq Rajpoot18 tracks Β· Track 13Dm For Paid Promotions Instagram _ Justsay_atttiiiq...
β


![Dark Spies[english] cover art](https://pbcdn.aoneroom.com/image/2026/02/03/b72d1b9aaa66c0367d650ce440f0df24.jpg)







