TRACKSound
sahil - rakhoge na yaad? (official music video)
About this track
I wanted today to come, because I wanted to see you again and feel your presence around, but I also, wanted today to be farthest ever from my reach because I don't want to see you and realize that it's the last time I ever see you ~ the day I saw you for the last time Listen to Sahil Sanjan's "Rakhoge Na Yaad?" on Spotify https://shorturl.at/BRP91 Credits: Written, composed and performed by Sahil Sanjan Backing Vocals - Maaidah Bass - Ibnul Aftab Mastering Engineer - Hasib Reza Creative Support - Asif Rahman, Saba, Umair Camera Credits - Meshkat, Ishfaque Kamal, Bismi, Khaled, Ifaj, Tousif Lyrics - Daastan jo thi humaari Aaj se rahi adhoori Phir bhi tere har sapne ho poore Kya ye waada karoge Mujhe tum yaad rakhoge? Mulaqaate humesha zaroori nahi hai Phir aisi koi mile ya na mile Jo samajhta mujhe Jaise chaand ya vo taarein Aur ab tu hai toota ek sitaara Shaayad kabhi tha mera, ab nahi Khair, koi baat nahi Rehna tere bin mushkil hoga Naamumkin nahi Koi baat nahi Mai aaj hoon idhar, kal bhi rahunga yahi Par yaad rakhoge na mujhe Yaad rakhoge na mujhe Yaad rakhoge na mujhe? Yaad, rakhoge na mujhe Yaad, rakhoge na mujhe Yaad, rakhoge na mujhe? Yaad Ae dil, "ab kyu khafa hai jaan ke vo bewafa hai? Bhool gaye koi rehta humesha nahi hai?" Phir tu milega ya nahi Aakhri baar hi sahi Muskuraa ke mujh ko dekh le zara Aur ab mai afsos yun karun? Ya tujhe dekh ke aakhri baar ke liye jee loon zara? Khair, koi baat nahi Jeena tere bin mushkil hoga Naamumkin nahi Koi baat nahi Mai aaj hoon idhar, kal bhi rahunga yahi Par yaad rakhoge na mujhe Yaad rakhoge na mujhe Yaad rakhoge na mujhe? Yaad, rakhoge na mujhe Yaad, rakhoge na mujhe Yaad, rakhoge na mujhe? Yaad
From the album
Sahil Sanjan5 tracks · Track 4Asha diye keno durey bhaago? 🥀 Audio Credits: Written, Composed and Performed by Sahil Sanjan Produ...
→










