TRACKSound
NH-24 Horror: The राजाजी Hotel Haunting
About this track
NH-24 par ek aisi jagah hai jahan log rukte nahi…balki rok liye jaate hain.Shivam sirf ek chhota sa break lena chahta tha…lekin usse nahi pata tha ki us raat woh ek aisi jagah enter karne wala hai jahan se koi wapas nahi aata.The राजाजी Hotel…ek aisa hotel jo shayad exist hi nahi karta…ya shayad sirf un logon ke liye hota hai jo apni manzil tak kabhi pahunch hi nahi paate.Jaise-jaise raat badhti hai,waise-waise sach saamne aata hai…aur darr aur gehra hota jata hai.Kya Shivam sach mein zinda hai…ya woh kab ka mar chuka hai?Aur agar hotel sach mein nahi hai…toh phir woh jagah kya hai?Agar aap raat mein travel karte hain…toh iss kahani ko zaroor suniye…kyunki shayad agli baar rukne wala aap ho.Sunte rahiye Gumnam Saya Anant Bhardwaj ke saath.
From the album
Gumnam Saya – Horror Stories in Hindi7 tracks · Track 5Aap sun rahe hain Gumnam Saya… jahan kahaniyaan sirf suni nahi jaati, mehsoos karwayi jaati hain. Ma...
→
















